Hello dosto,
Kai baar sochta raheta hu ki esha pagal pan kyu hota hai logo ke saath …..achhe bhale khushi ke pal bita rahe hote hai or achanak se eshi khamoshi me kyu pahoch jata hai,uske piche kaa karan kya ho sakta hai?,kyu inshan rasto pe chalte chalte bina soch wala putla banke ruk jata hai…kya wo pichhe kuch bhul gaya hai?ki rasta waha se khatam hogaya hai..?ya wo aage badhne se dar raha hai…eshe kai karan ho sakte hai par wo to inshan hi jan sakta hai ki use kesha rasta mila hai or wo kaha pe aake ruk gaya hai,uske ruk ne kaa karan khud wo hai yaa to ye rasta jo use yaha tak laya or yaha se ruth gaya…chalo….bechara bina sahare yaha tak aaya or ab rasto ke saath saath sahare ki talash me……..
Muje lagta hai inshan ko akele kabhi nahi nikal na chahiye or kahi pe bhi jana nahi chahiye agar jaye to apna sahara saath lejaye……par yaha se inshan ko apni soch badal ni padegi kyonki agar rasta rasta na dikha saka to wo sahara kya uska rasta banega wo bhi putle ki tarah hamare bajume khada ho jayega or wo bhi sahare ki talash me ruk jayega jeshe wo inshan khada tha….
bus eshi hi hai har inshano ki kahaani…
unki ek ek taklifo ki kahaani…..
unki aatmao ki kahaani….
unke aanshuo ke bundo ki kahaani…isiliye inshan soch me pad jata hai or kahi pe bhi ruk jata hai..bhale hi fir wo samundar ho…
aag ki jwala ho…..
latakti hui rassi ho……
zaher ki bottle ho…
ki banduk se nikli goli ho…use dil se laga ke juk jata hai inshan…or rasto se bina sahare kahi khamoshi me khojata hai….inshan……
thanks and regards
helish..!
helish_893@yahoo.co.in
No comments:
Post a Comment